Monday, June 4, 2018

Some Words Come Straight from Heart and Speak Your Mind!!!

Poetry and writing is a form of communication which even though not as extrovert as video and audio is, but contains enough affect and effect to influence and persuade. I feel soothed reading poetry and songs even though it happens rarely, but when it happens it is addictive for a while :)



Meri bechainiyon ko chain mill jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Mere deewanepan ko sabr mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na aankhon se
bheega bheega pyaar beh jaat hai

Meri tanhaiyon ko noor mill jaaye
Tera chehra jab nazr aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Main raat-din yeh duaa karun
Tere liye main jiyun marun
Chaaron pehar tujhe dekha karun
Mera jahan yeh tujhe fanaa karun

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na honthon per tera ehsaas 
Reh jaata hai

Mere har raaste ko manzil mill jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Berang hawayein mujhe naa jaane
De gayi sadda kyun abhi abhi
Hai sarfaroshi ye aashiqui bhi
Jaayegi jaan meri isme kabhi

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na har lamha teri daastaan
keh jaat hai

Meri har ik tadap ko sukoon mill jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye



No comments: